SHANTE SE chorus: Shanti se bharpur Yeshu Apni shanti diye jata hai kaun hai ashant yahan Prabhu shanti usey deta hai 1.Nabeeyon ne kaha hai Yeshu shanti ka raajkumar Adbhut parakrami Anantkaal ka pita Yeshu hai Yeshu hai shanti ka raja Yeshu hai shanti ka data Yeshu hi khud shanti hai-(2) Shanti shanti.... 2.Ai shanti dhundne waalo Yeshu ke paas tum chale aao Apni chinta usi par dalo Uski shanti ko tum apna lo Yeshu hai shanti ka raja... 3.Na avsar tumhe gavana hai Yeh samay bada anmol hai antim samay ab tumhara hai Prabhu Yeshu tumhe bulata hai Yeshu hai shanti ka raja... Copyright © 2006 Native Missionary Movement